• Profile picture of Tarannum khan

    Tarannum khan

    3 years, 3 months ago

    Friends aaj ham janege guest post kya hota hai aur blog website par guest post karne ka sahi tarika kya hai to chaliye start karte hai .

    Agar aap blogger, affiliater ya businessman hai to aap ko guest post ko janna bahut jaruri hai aap es se grow kar sakte hai .

    Guest post karna bahut hi aasan hai bas toda samaghne ka jarurat hai . pahale janege guest post kya hai .

    Guest Post Kya Hota Hai ? – What is Guest Post in Hindi
    Guest post digital marketing karne ka bahut acha tarika hai ye 3 types ka hote hai .

    1 Blogger apne blog par traffic lane ke liye dusre blogger ke blog website par blog likh kar post karte hai aur us post me apne blog ka link dal kar do follow backinks bnate hai aur sath me apne blog par traffic bhi late hai .
    2 businessman apne business ko development karne Ke liye blogger se guest post likhayate hai jis se ki un ka business aur services ko log janne lagte hai aur business develop hone lgta hai .
    3 Affiliater affiliate marketing karne Ke liye kisi products ke bare me reviews likh kar kisi dusre ke blog website par post karte hai jis se products sale hone par un ko commission milta hai .
    Usi ko guest post kahate hai .

    Jyada jankari ke liye link par click kar ke padyiye

    https://goodglo.com/guest-post-kya-hai-guest-post-karne-ka-sahi-tarika-hindi-me/

    #Post #Guest
    #GoodGlo
    #GuestPost

    Profile PhotoProfile PhotoProfile Photo liked this
Hmsay

FREE
VIEW