• Profile picture of Tarannum khan

    Tarannum khan

    3 years, 3 months ago

    Web Hosting yek server hota hai jaha ham apne website ko host karte hai .

    Website me use hone wala file ya data ko jis jagah par rakhte hai us jagah ko website hosting kahte hai .

    Website hosting cpanel ke madad se aap ke website me use hone wala file ya data ko apne andar save karta hai .

    Jis tarah aap ke mobile me rakha photo, video and file aap ke mobile me file manager folder me save hota hai .

    Usi tarah yek website me use hone wala photo, video, file and content web hosting server me save hota hai .

    Hosting ka matlab hota hai website me use hone wale file ko store karne wale jagah ko website hosting kahte hai .

    Cpanel Kya Hota Hai
    Cpanel automatic aap ke website me use hone wala logo, banner, video, file aur content ko web hosting server me save karta hai .

    Jis tarah aap ke mobile ke gallery me jo kuch bhi dikhata yo sab automatic aap ke mobile ke file manager me save hota hai .

    Usi tarah website me jo kuch bhi dikhata hai us ko cpanel le ja kar web server me save krta hai usi ko cpanel kahte hai .

    Cpanel se aap decide karte hai ki aap ko website kis platform par develop karna hai

    Jyada jankari ke liye link par click kar ke padyiye

    Website Hosting Kya Hota Hai – Web Hosting Kaise Kharide

    #Hosting #webesite
    #GoodGlo
    #HindiBlog
    #Webesite #webesite

Hmsay

FREE
VIEW